Apne aap mein kahin adhura sa hun mein, Bas tu mera hoja to pura ho jaonga mein... Kabse teri talaash mein sehraon mein bhatak raha hun, Bas tu hamqadam hoja to sanwar jaonga mein... ¤Aamir¤
Bas yahi sonchta Hun Mein kabi kabi... Agar Mein nai hota to kya hota... Mein Hoon tabi to ye hota hai shayad... Mein Hoon tabi to yahan Hoon... Aur... Mein jahan Hoon mujhe wahin to hona tha Shayad...
Comments
Post a Comment