Bas yahi sonchta Hun Mein kabi kabi... Agar Mein nai hota to kya hota... Mein Hoon tabi to ye hota hai shayad... Mein Hoon tabi to yahan Hoon... Aur... Mein jahan Hoon mujhe wahin to hona tha Shayad...
Mein Tumse Kese Kahun Teri Yaad Ka Manzar, Ek Pal Bhi Tumhe Bhool Jaon Ye Mumkin Nahin... Anjaan Hai Abi Tak Tu Meri Chahat Se Shayad, Kardun Bayan Mein Lafzun Mein Ye Mumkin Nahin...
Apne aap mein kahin adhura sa hun mein, Bas tu mera hoja to pura ho jaonga mein... Kabse teri talaash mein sehraon mein bhatak raha hun, Bas tu hamqadam hoja to sanwar jaonga mein... ¤Aamir¤